Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sylvia
Neeti Mohan
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hoothe moothe vaade wafaon ke gina ke
Jhoothe moothe vaade wafaon ke gina ke
Apne deewane ko tu chhod gayi, chhod gayi
Yeh kya kiya Sylvia
Yeh kya kiya Sylvia
Ek bhanwre se nain lada ke
Apne piya ka dil tod gayi, tod gayi
Yeh kya kiya Sylvia, yeh kyun kiya
Sachche jazbaat ki kadar nahi haaye
Tujhe kisi ghair ki chhuan sada bhaaye
Ho sachche jazbaat ki kadar nahi haaye
Tujhe kisi ghair ki chhuan sada bhaaye
Zamana de duhaai
Kaahe woh phir khaayi
Ji woh khasmon se munh mod gayi, mod gayi
Yeh kya kiya Sylvia
Yeh kya kiya Sylvia
Ho bura tha sayana
Muqar hi gaya na
Ruswayi reh gayi, ruswayi
Ghonsla suhana ujad hi gaya na
Tanhaai reh gayi, tanhaai... Aankhon ke surme ko daag banaya
Kaanch ke ankhiyan ko phoonk jalaya
Fitrat mein teri thi bewafaayi
Tu pyar pe tohmat chhod gayi
Yeh kya kiya Sylvia!
Yeh kya kiya Sylvia!
Yeh kya kiya Sylvia!