Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Namo Namo Shivaay
Hansraj Raghuwanshi
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Namo-namo, jai namo shivaya
Namo-namo, jai namo shivaya
Kithne bhole mere shiv hain
Kithne bhole mere shiv hain
Karte hain kamaal, shankaar
Namo-namo, jai namo shivaya
Namo-namo, namo-namo shivaya (shivaya)
Chale the shankar katha sunaane
Amarnath ka raaj bataane
Chale the shankar katha sunaane
Amarnath ka raaj bataane
Pancharatan ko tyaag ke apanae...
Pancharatan ko tyaag ke apanae parvati ko bhed bataane
Katha ko sunakar amar ho gaya ek joda kabutar ka
Aaj bhee udate amarnath mein, rup hai gauri-shankar ka
Namo-namo, jai namo shivaya
Namo-namo, namo-namo shivaya (shivaya)
Vistaar kar diya jo lekh shiva ne
Amarnath kee haea pahari aur gupha mein
Vistaar kar diya jo lekh shiva ne
Amarnath kee haea pahari aur gupha mein
Divya lok kee divya dishaaen
Japti rahtee namo shivaaya
Divya lok kee divya dishaaen
Japti rahtee namo shivaaya
Mrit dharti par aake shiva ne
Kalyaan kar diya hum sabakaa
Namo-namo, jai namo shivaya
Namo-namo, namo-namo shivaya (shivaya)
Shivaya