Skip to content

Kisse Ka Afsana

.D.M.R.
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

yeah .d.m.r. kya khilone puche kaisa laga log tere saath jab khelte hai farmaish puche kaisa laga jab log aur waqt badalte hai kaanch puche kaisa laga jab rishte toot bikharte hai aur aag puche kaisa laga jab jale pe log saekte hai waade kiye the jaana tumne kuch mujhse main toh khada yahi jaana tum kaha gaye chup se paas itne hoke bhi na dekhe dono door se saaya raha jal ab tere yaadon ke is dhup se zameen ki zameer par kyu kaata gaada tumne aankhein meri nam aur aansu dil me chubte chalo maana galti meri par kya sahi tum the pyaar ko bhi bech khaya tune har sulukh me (kyu) andhero ki roshni me sama raha ashiq awaara ye aansu bhare phefdo me chahta hu dafnana me jata raha aj bhi haq tujhpe sir rakhke sir aane pe kyonki aansu piye maine na kisi zamaane ne janejaana main sarphira bewafa nahi mashuqa main laparwah beparwah nahi main gumshuda na phool chuba aur tu bhi de sazaa nahi main gumchuka ulajhra noorjaal me phasa kahi slip hua tere pyaar waale jaal me ibaadat kar raha hu ke jald mile hum is mazaar pe jaan bani yaa bani tu meri mirage ek bahar hori baarish aur main jala sareaam bae dil bebas aur tu hai laal wine (aye) tu pyaari syllabels main phonetically rhymed toh akele ab is kamre me kyu chor gayi mujhe aja wapas ya dede mujhe forever for a while dafnaakar betha hu main khudko yaadon ke kabr me (brr) mile hume dard toh hum hi khudke humdard hai dil pehle se banjar hai aur pyaar raste ka kankad hai life meri maut kyonki wahi asli manzar hai banjar ye zameer zameen pe khuda khoke ankhon me na neend kash lafz bus gala ghote ankhon me na neend kash lafz bus gala ghote khandak ye faqeer sateek maut ke salaakhon me log bole mantri pehle wala funny banda nahi raha main bolu main zinda hu ye zara sa bhi kaaqfi nahi kya? yaad me bana main uske mohammed rafi ji sa rapper hu main sick bus chaiye wo kyonki wo remedy sa henessy sa paraceta (mol) hai woh meri senorita enemy sa bada feeka zindagi ab veronica shareer me hai aag aur ye dil kerosene sa pranab ki khatam saans aur mantri hai ab dishaheen sa nakchadi ye zindagi bin bandagi ye sar chadi harghadi hai kankad hi ye banjar thi phir matlabi qafan pehnaake usne badla saara manzar hi zara bhi na saksham main kharab hai har lakshan hi ap humaare aansuon me behne lage aam khaa rahe ho toh gutlio ke kyo na sage chaand taare todne ki aukaat nahi hai meri par yaha jannat ka sama dena toh haath me hai mere shayad zindagi ke safar me pyaar ab ek bumper hai uthaaye tujhe jo upar aur pheke jhat se is daldal me harpal main rehta aankhon ke nashe me tere ab nashe me naa le paaye jaam bhi betha thak haarke sansaar me na mil raha pyaar har kisiko akele aane jaane ki isilie hai reet bro andhaa sala pyaar aur main bhi hua baadme amrit ke haathon se piya vish maine is bazaar me pyaar bepanah ab bhi jaana yaadon ke bazaar me khada aur hase zamana (kisse ka afsana) batana kya tu ayegi mujhse milne? kisse ka afsana pyaar bepanah ab bhi jaana (kisse ka afsana) yaadon ke bazaar me khada aur hase zamana batana kya tu ayegi mujhse milne? (kisse ka afsana) kya tu ayegi mujhse milne? kya tu ayegi mujhse milne? (ha) ya banunga main kya tu ayegi mujhse milne? ya banunga main kisse ka afsana