Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Lekar Hum Deewana Dil
Vinod Rathod
,
Shweta Shetty
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil-manzil
Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil-manzil
Ho, kahin to pyare kisi kinaare
Mil jaao tum andhere-ujaale
Ta-ra-ma-pam, lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil-manzil
Jis gali ke tum, us gali ke hum
Par yeh majbooriyaan yahan
Tum yahin-kahin, hum yahin-kahin
Phir bhi yeh dooriyaan yahan
Wah re duniya, duniya
Tere jalwe hain niraale
Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil-manzil
Kahin to pyare kisi kinaare
Mil jaao tum andhere-ujaale
Ta-ra-ma-pam, lekar hum
Tu kahin rahe, yun lage mujhe
Mere dil ke paas hain yahan
Maangu teri khair, aa tere bagair
Dil mera udaas hain yahan
Aaja, aaja, aaja
Humko seene se laga le
Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil-manzil
Haan, lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil-manzil
Hey, kahin to pyare kisi kinaare
Mil jaao tum andhere-ujaale
Ta-ra-ma-pam, lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil-manzil