Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
singhaar
Hamza Akram Qawwal, Taimoor Akram, Abdul Akram, Singhaar, Qayamat Na Dhao (Shorter Version), 2023
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kaise bataaun, kya hua hai mere dil ka haal?
Madhosh kar raha hai tera husn-e-be-misaal
Deewaana hoon tera, mujhe nazron se jaam de
Tirchhi-nazar ke teer bhi dil mein utaar de
Mujhko pata hai ishq ka rasta bahut kathin hai
Kaise main ji sakoonga ye jeena jo tere bin hai?
Tumko qasam hai, mujhse na itna door jaao
Haseenon, ada se qayaamat na dhaao
Qasam hai tumhein, apna aanchal hataao
Qayaamat na dhaao, qayaamat na
Itne hijaab par to ye aalam hai husn ka
Kya haal ho jo dekh lein parda utha ke ham?
Qayaamat na dhaao, qayaamat na