Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yaar Bina Chain Kaha Re
Bappi Lahiri
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yaar bina chaiyn kahan re,
Pyaar binaa chain kahaan re
Sona nahin, chaandi nahin
Yaar to milaa, are pyaar kar le
Yaar bina chaiyn kahan re,
Pyaar binaa chain kahaan re
Sona nahin, chaandi nahin
Yaar to milaa, are pyaar kar le
Koyi naya sapnaa nigaahon mein to hai
Koyi naya saathee naee raahoon mein to hai
Dil jo milenge, taqadir banegi
Zindagi kee naee tasveer banegi
Pyaar mein ye dil beqaraar kar le
Yaar bina chaiyn kahan re,
Pyaar binaa chain kahaan re
Sona nahin, chaandi nahin
Yaar to milaa, are pyaar kar le
Are, pyaar kar le
Yaar hamen paisa nahin pyaar chahie
Koyi manachaaha dildaar chaahiye
Heere-motiyon se jahaan dil naa tolein
Sapanon ka aisa sansaar chaahiye
Ye bhee hoga, thoda intazaar kar le
Yaar bina chaiyn kahan re,
Pyaar binaa chain kahaan re
Sona nahin, chaandi nahin
Yaar to milaa, are pyaar kar le
Sona nahin, chaandi nahin
Yaar to milaa, are pyaar kar le
Sona nahin, chaandi nahin
Yaar to milaa, are pyaar kar le
Are, pyaar kar le