Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kar Kar Main Haara
Kailash Kher; Paresh Kamath; Naresh Kamath
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yoon to teri yaad mein bhi swaad hai tera
Par aankhon ko manaaun kis tarah?
Hothon ki majaal kya jo karein yeh sawaal
Par dil ko main samjaaun kis tarah?
Sat ya asat hai, main kya jaanoon
Sat ya asat hai, yeh main kya jaanoon
Jaise saansein tere bina huyi gum
Kar-kar main haara har jatan
Teri tadap, teri hi lagan
Kar-kar main haara har jatan
Teri tadap, teri hi lagan
Parda yeh jab hat jaayega
Parda yeh jab hat jaayega
Ambar ko dharti se milaaunga main
Kar-kar main haara har jatan
Teri tadap, teri hi lagan
Bhoola-bhoola, khoya-khoya, bhatka phiroon main teri chaah mein
Tak-Tak ankh murjhaayi, pathraai teri raah mein
Ho, bhoola-bhoola, khoya-khoya, bhatka phiroon main teri chaah mein
Tak-Tak ankh murjhaayi, pathraai teri raah mein
Aankhon mein meri jo samaayega
Aankhon mein meri jo samaayega
Pankh bina hi udd jaaunga main
Kar-kar main haara har jatan
Teri tadap, teri hi lagan
Kar-kar main haara har jatan
Teri tadap, teri hi lagan
Kabhi-kabhi dhoop, kabhi chaanv tu hi hai, pehchaan loon
Ya toh mujhe hansa banaa de toh main tujhe jaan loon
Kabhi-kabhi dhoop, kabhi chaanv tu hi hai, pehchaan loon
Whoa, ya toh mujhe hansa banaa de toh main tujhe jaan loon
Khushbhoo se jo tu bahaar aayega
Khushbhoo se jo tu bahaar aayega
Sooraj ko god mein khilaaunga main
Kar-kar main haara har jatan
Teri tadap, teri hi lagan
Kar-kar main haara har jatan
Teri tadap, teri hi lagan
Parda yeh jab hat jaayega
Parda yeh jab hat jaayega
Ambar ko dharti se milaaunga main
Kar-kar main haara har jatan
Teri tadap, teri hi lagan
Dhir-dhir, ta-ta, na-na, de-re-doom, ta-na-na
Ta-na-na, ta-di-ya, da-ni-doom
Ta-na-na, ta-ni-ya, ta-na-doom, ta-na-na
Ta-di-ya, ta-da-na, ta-ni-doom
Ta-di-ya-la, la-li-ya, li-ya, la-li-ya, la-li
Ya-la-li, ya-la-li, ya-la-li, ya-la-la-li
Ta-di-ya, ta-na-de-re-na-re-doom