Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Achha Lagta Hai
Shankar-Ehsaan-Loy, Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal, Neuman Pinto
Popularity ยท Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
๐ต๐ต๐ต
Zatak Kar Zulf Jab Tum Tauliye
Se Baarishein Azaad Karti Ho
Achha Lagta Hai
Hila Kar Honth Jab Bhi Haule
Haule Guftagu Ko Saaz Karti Ho
Achha Lagta Hai
Oo... Khushboo Se Behlao Na
Seedhe Point Pe Aao Na
Aaankh Me Aankhein Daal Ke Keh Do
Khwaabon Mein Dehlayo Na
Zara Short Mein Batlao Na
Seedhe Point Pe Aao Na
Seedhe Point Pe Aao Na
La La La.... La La La ...
๐ต๐ต๐ต
Alag Ehsaas Hota Hai
Tumhare Paas Hone Ka
Sarakti Sarsarahat Ki Nadi
Mein Reshmi Lamhe Bheegone Ka
O Ho Ho...
Zara Sa Mod Kar Gardhan Jab
Apni Hi Adaa Par Naaz Karti Ko
Achha Lagta Hai
Oo... Labzon Se Behlao Na
Chhoti Motti Behkao Na
Haathon Ko Haathon Mein Le
Ke Woh Teen Shabd Tapkao Na
Zara Short Mein, Batlao Na
Seedhe Point Pe Aao Na
Haan Seedhe Point Pe Aao Na
๐ต๐ต๐ต
Woh Tere Dhyaan Ki Khushboo....
Main Sar Tak Odh Leta Hoon
Bhatakti Saans Ko Teri Gali
Mein Gungunaane Chhod Deta Hoon
Ho Ho Ho...
Tum Apni Khidkiyon Ko Khol Kar
Jab Bhi Naye Aagaz Karti Ho
Achha Lagta Hai
Hoo Gali Gali Gali Gali
Gali Gali Bhatkao Na
Ghadi Ghadi Uljhao Na
Senti Ho Main Jaan Gayi
Hoon Action Bhi Dikhlao Na
Zara Short Mein Batlao Na
Seedhe Point Pe Aao Na
Ho Seedhe Point Pe Aao Na
Ho Seedhe.. Ho Seedhe...
Ho Seedhe Point Pe Aao Na
La La La.... La La La ...
ย