Stuck Here
AD Square
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Teri tarah mein kabhi
Jee na saka Zindagi
Chod gaya tu mujhe jahan par
Reh gaya main wahin
Tu jane kya chale in khwabon mein
Kyun aaj bhi betha in Raton mein
Mein aya hun bure halaton se
Ab likhte hum dard ajkal in gano mein
Ab akele humdard hai salon se
You lost this gem un dino mein
Kya kami thi meri un dino mein
Aaj bhi ati tum yaad barsaton mein
Khush Reh kar mein kafi udas
Wo jane kyun lagte ajkal bhi udas
Zinda mein hoke kyun lash
Bitaye kuch ache lamhe the wo Sath
Ab lagte wo lamhe bhi khas
Is sadak mein aakhir karta bhi kya ?
I Miss your touch aaj hoti tu kash
Aaj bhi Tujhe paane ki hai ye talash
Zinda mein hoke kyun lash
Aakhir wo pal ab mujhe lagte hai khash
Poore karne hai kitaab
Par adhoore, tere bin bhi hum aaj
Teri tarah mein kabhi
Ho Na saka Ajnabee
Yaad sare liye tumhare
Reh gaya mein wahin
Teri tarah mein kabhi
Jee na saka Zindagi
Chod gaya tu mujhe jahan par
Reh gaya main wahin
Abhi abhi toh the yahin
Tha sar mera kaandhe pe teri
Aaya mujhe thaa neend ye
Arso ke baad chain ki
Do pal mein hi sajaa liye,
Khwaab zindagi ke kayi
Fir jab meri aankhein khuli toh,
Saamne tu tha hi nahi
Tanhaayi ki ye sardiyaan,
Main un khwaabon mein lipta raha
Jisne hai toda dil mera,
Kyun usika intezaar?
Teri tarah mein kabhi
Jee na saka Zindagi
Chod gaya tu mujhe jahan par
Reh gaya main wahin
Teri tarah mein kabhi
Jee na saka Zindagi
Chod gaya tu mujhe jahan par
Reh gaya main wahin