Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
O Yaara
Abdul Hannan & Kaavish
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kya bataun?
In sawaalon mein kab se yun phansa hoon
Raakh saare safhe, par likh raha hoon
Fasane mein zindagi ke
Man ko kaise, aur kaise behlaun?
Tukde kaanch ke bikhre zameen par
Chalna chahun, par chhaya hai har qadam
Yeh dhuaan
Saans lena saza
Yeh wafa to bazaar mein bikti
Ek chehra, haqeeqatein dher saari
Kyun lage hain khud ki khoj mein sab hi?
Haal-e-dil mein ab kaise samjhaun?
Hai yeh uljhe dhaagon sa
Meri sochon ka jahan
Tukde kaanch ke bikhre zameen par
Chalna chahun, par chhaya hai har qadam
Yeh dhuaan
Saans lena saza
Andar tere raaz kai hain
Andar tere raaz kai hain
Khud se jo mil paayega
O yaara, dil se jo sun paayega
Na chhod aas ki dor ko
Sach tu samajh jaayega
O yaara, phir tu sambhal jaayega