Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tere Aagey Peechey
Alka Yagnik
,
Kumar Sanu
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ye bandhan hai ishq ka bandhan
Paagal, ye zid chhod
Jo tera hai, jaa ke usi se dil ka rishta jod
Dil ka rishta jod, dil ka rishta jod
ย
Tere aage-peechhe kaheen dil kho gaya
Haay, tera dil mera dil ho gaya
Main to samjha, mera he naseeb so gaya
Haay, tera dil mera dil ho gaya
Ho, ab kya karoon aage, kaho?
Bas tum yoon hee lipte raho
Tere aage-peechhe kaheen dil kho gaya
Haay, tera dil mera dil ho gaya
Main to samjha, mera he naseeb so gaya
Haay, tera dil mera dil ho gaya
ย
Humne ki naadaani, chhodo bhi dil-jaani
Mera yaar apna hai, kya pyaara sapna hai
Ho, tan-man aapka hai, sab ye zanaab ka hai
Kya hai khyaal tera? Ye he hai savaal mera
Ab koyi inkaar mushkil ho gaya
Haay, tera dil mera dil ho gaya
Main to samjha, mera he naseeb so gaya
Haay, tera dil mera dil ho gaya
ย
Sab kuch aaj khone de, jo bhi ho, hone de
Mangoon jo dil chaahe, rokoongi main kaahe
Ho, aaja to machal jaayein, saare jaadoo chal jaayein
Jaise bhi hon rang tere, main hoon sang-sang tere
Tu mujhme, main tujhme shaamil ho gaya
Haay, tera dil mera dil ho gaya
Main to samjha, mera he naseeb so gaya
Haay, tera dil mera dil ho gaya
Ho, ab kya karoon aage, kaho?
Haan, bas tum yoon he lipte raho
ย