Skip to content

14 July

Bigfoot
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Sab ko sach pata hai Akhbaron mien likha hai Koi raaz Nahi ke Wo tyaar mera pyaar mera Badnaam kiya hai Barbad karna chaha Innay ilzam mujh pe jhoota lagaya Pakaya, masala lagaya kahani ko tarka Ye to masoom sa kissa tha Ye sab karke kisko hoga faida Meri Jaan tujhe pyaar se samjhara hun 14 July ki raat ko tum kahaan thi? Btaa Sarkar ki hai inquiry Dekha kisi ne tha ke tum wahan thi Kahin raaz mujh se chupaati to nahi Ji Takleef ke liye maazrat(no problem) Hanji aaya hun inquiry pe (ji?) Bas Aesi hi sarkari duty(ji kheriyat?) Pareshani ki koi baat nahi(chalien good) Kuch rasmi sawaal hai ji (koi masla nahi) Aap ke khawand ke hwaale se(marhoom shohar ke hwaale se?) Ji (puchein) Ab tu jawaab degi Pakaya, masala lagaya kahani ko tarka Ye to masoom sa qissa tha (Ye dekho tumhari photo) Ye sab karke kiska hoga faida Meri Jaan tujhey pyaar se samjhara hun 14 July ki raat ko tum kahaan thi? Btaa Sarkar ki hai inquiry Dekha kisi ne tha ke tum wahan thi Kahin raaz mujh se chupaati to nahi Jungle mien poshida adaaun Ka Ghulaam(idher aa idher aa mere pass chale aa) Qismat ne khareeda ham dono Ka anjaam (Gunegar gunegar choona nai khabardaar) Jungle mien poshida adaaun ka Ghulaam(idher aa idher aa mere pass chale aa) Qismat ne khareeda ham dono Ka anjaam (Gunegar gunegar choona nai khabardaar) 14 July ki raat ko tum kahaan thi? Btaa Sarkar ki hai inquiry Dekha kisi ne tha ke tum wahan thi Kahin raaz mujh se chupaati to nahi