Skip to content

Dil Deewana

S.P. Balasubrahmanyam
Popularity · Moderate

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Dil deewaanaa bin sajnaa ke maane naa Dil deewaanaa bin sajnaa ke maane naa Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa Dhak–dhak bole, it–ut dole din raina Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa Dard–a/e–judaae kya hota hai tum jaano main jaanu Dard–a/e–judaae kya hota hai tum jaano main jaanu Pyaar bulaae duniyaa roke, kiskaa kehna maanu Tumse milee bin dil ko kuch bhee sujhe naa Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa Ban ke lahoo nas–nas mein mohabbat daude aur pukaare Ban ke lahoo nas–nas mein mohabbat daude aur pukaare Pyaar mein saba kuch haar diya par himmat kaise haare Kah do duniyaa dil ka rastaa roke naa Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa Dil deewaanaa bin sajnaa ke maane naa Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa