Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tere Bina
Rev Shergill
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jagun din raat
Chahta hoon yeh
Jo bhi mere saath hai
Hamesha khush rahe
Yeh mere jazbaat(halaat)
Ankhon se bahe
Teri yaad aa rahi
Kaise roku isse
Duniya mien dekho(dekho)
Koi kissi ka nahi(nahi nahi)
Mehfil mien bhi hoke
Akela hoon kahin
Faaslon ne bataya
Yeh sab naseeb hai
Door reh ke bhi mere
Tu mere kareeb hai
Dil de ke maine jaana
Jhoota hai yeh zamana
Kissa hai yeh purana
Tere bina hoon mai jee raha
Dil de ke maine yeh jaana
Jhoota hai saara zamana
Kissa hai kaafi purana(tere bina)
Tere bina hoon mai jee raha
Hooo haaa hooo
Tere jaate hi hua hai yeh(hua hai yeh)
Mili galti ki saza hai yeh(saza hai yeh)
Maine jo bhi kaha tujhe
Woh mai nahi
Koi aur tha
Badal gaya hoon dekh le
Sab chod ke laga gale
Filhaal yeh meri zindagi
Kategi tere intezaar mien
Hai bebasi ki raat
Teri baat chal rahi
Na koi mere saath
Kayanat chal rahi
Yeh saari baatien maine
Ek saans mien kahi
Yeh kaunsi dua mili
Mai likh raha hoon doob ke
Mai likh raha hoon doob ke
Purani baatien soch ke
Dil de ke maine jaana
Jhoota hai yeh zamana
Kissa hai yeh purana
Tere bina hoon mai jee raha
Dil de ke maine yeh jaana
Jhoota hai saara zamana
Kissa hai kaafi purana
Tere bina hoon mai jee raha
Dil de ke maine yeh jaana
Jhoota hai yeh zamana
Kissa hai kaafi purana(tere bina)
Tere bina hoon mai jee raha