Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ae Mere Watan Ke Logon
Lata Mangeshkar, C. Ramchandra, Pradeep, Tanishk Bagchi
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ae mere watan ke logon, zara aankh mein bhar lo paani
Jo shaheed huye hain, unki zara yaad karo qurbaani
Ae mere watan ke logon, zara aankh mein bhar lo paani
Jo shaheed huye hain, unki zara yaad karo qurbaani
Tum bhool na jaao unko, isliye suno ye kahani
Jo shaheed huye hain, unki zara yaad karo qurbaani
Jab ghaayal huwa Himalay, khatre mein padi aazadi
Jab tak thi saans; lade wo...
Jab tak thi saans; lade wo, phir apni laash bichha di
Sangeen pe dhar kar maatha, so gaye amar balidaani
Jo shaheed huye hain, unki zara yaad karo qurbaani
Koyi Sikh, koyi Jatt, Maratha, koyi Sikh, koyi Jatt, Maratha
Koyi Gurkha, koyi Madrasi, koyi Gurkha, koyi Madrasi
Sarhad pe marnewala...
Sarhad pe marnewala har veer tha Bharatwaasi
Jo khoon gira parwat par, wo khoon tha hindustani
Jo shaheed huye hain, unki zara yaad karo qurbaani
Kya log the wo deewane, kya log the wo abhimaani
Jo shaheed huye hain, unki zara yaad karo qurbaani
Tum bhool na jaao unko, isliye suno ye kahani
Jo shaheed huye hain, unki zara yaad karo qurbaani
(Jai Hind, jai Hind)
(Jai Hind ki sena)
(Jai Hind, jai Hind)
(Jai Hind ki sena)
(Jai Hind)
(Jai Hind)
(Jai Hind)