Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
HMM
KhullarG
,
Bluish Music
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
KhullarG
Poori bottle down
Par woh hili bhi nahi
Aake saath mere dance kare, chiggy wiggy
Boli karna chahti grind, deti kissi bhi nahi
Bom-bom lage, karti woh diggy diggy
Oh my god! She's so
Teekhi teekhi!!
Dil le gayi, aisi maut kabhi milti nahi
Dhoonda bahot, kaafi hot lagi dp dp
Jab kari baat ki chalegi mere naal
O kendi hmm
Yeh bhi kya baat hai!
Haan ya naa mein bata de meri jaan
O kendi hmm
Yeh bhi koi baat hai?
Waise hazaar baatein kare din raat
O kendi hmm
Yeh bhi kya baat hai!
Haan ya naa mein bata de meri jaan
O kendi hmm
Yeh bhi koi baat hai?
Main jab bhi aake us se poochu yeh sawaal
O kendi
Baby see, hu main south delhi ki
Vegan waali diet
Almond waala ghee
Mera mann jo karega na, main wahi karungi
Aisi choti moti gaadi mein main nahi baithungi
Abby jaanti nahi tu, hu main bahot bada g
Heavy driver aate hi sabji mauj kara di (Betee)
Kare bounce poora dilli, kare bop karachi
Khullarg mera naam, hu main bahot haramiiii (Yo!)
Lunga tujhko sambhaal, tu giregi nahi
Book karu 5 star, tu chalegi nahi
Baat cheet hogi aur kuch karenge nahi
Kharche honge batere, kabhi ginenge nahi
Batati kyu nahi?
Kya chahiye baby?
Degi marne bhi nahi, degi jeene bhi nahi
Jaanta hu pyaar vyaar mein tu giregi nahi
But jab bhi aake uses poochu yeh sawaal
O kendi hmm
Yeh bhi kya baat hai!
Haan ya naa mein bata de meri jaan
O kendi hmm
Yeh bhi koi baat hai?
Waise hazaar baatein kare din raat
O kendi hmm
Yeh bhi kya baat hai!
Haan ya naa mein batade meri jaan
O kendi hmm
Yeh bhi koi baat hai?
Main jab bhi aake usse poochu yeh sawaal
O kendi
Apne jis vyakti ko call kiya hai (Abby yaar!!)
Veh abhi dusri call par vyasth hai
Bhai isne toh block hi kar diya! (Shit)
Kya hua?
Tu choti hai toh heels main dila dunga
Tu nalli hai toh tujhko niharunga
Magar papa ki pari na kabhi paalunga
Main uda dunga
Toh baby please, believe
Yeh "Baby shona jaanu" mujhse naa hoga
Agar peeni tujhe daru toh pila dunga
Tu degi jo paros ke main kha lunga
Aur nahi kaatunga!! (Yoo!!)
Ishaare de hazaar, par kahegi nahi
Teri bestie deri bhaav, tu dene ki nahi
Akhiyon se degi maar, kabhi sekegi nahi
Dil ki baatein saaf saaf kabhi kehne ki nahi
Batati kyu nahi? Kya chahiye baby?
Degi marne bhi nahi, degi jeene bhi nahi
Jaanta hu pyaar pyaar mein tu giregi nahi
But jab bhi aake uses poochu yeh sawaal
O kendi
Kendi hmm
Hmm
O kendi hmm
Hmm
Hmm