Skip to content

Dil Mera Lagta Na

MC INSANE MUSIC
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Lagda na kahi aur Dil mera lagda na kahi aur Hai dil mera lagta na kahi aur Hay khuda mere chhod ke na jaiyo Baawe tera apna koi bhukha Baawe tu akele na khaiyo Koi maange madad to ruk jaiyo Jo aage bhagwan to jhuk jaiyo Jo aaya tu jaane ke waqt mere Sharir sambhal ke uthaiyo Kandho pe bhaar bohot hai Kisika intezaar bohot hai Viswas nahi kisike lafzo pe Ghum rahe sabhi yaha daulat ke chasmo mein Kavi kehte sachh, agar sabhi kehte sachh To ye duniya na doobi hoti Maa baap ke kasmo mein Na kimat laga mere zhakmo ke Tu dega rakh saari duniya in kadmo me Ladta main roj meri soch se Isi ladai ki siyahi hai panno mein Jo likhta main chubhta hai dil tak Duur rahu sabse main aur kitne din tak? Aankhein bhar aati, aawazein nahi aati Jab ghut-ghut ke marta akela insaan Jo uske muh pe tab haske hai jata Aur karde andekha Wo kesa insaan? Swarthi hai duniya ye laalach ke piche Badal dete apne andar ka imaan Sikhaya hai maa ne jo khana khilaye Wo insaan nahi wo hai ishwar samaan Main suraj ban roshni du chaand ko Hai urja meri mujhpe baaki hai Ek sikke ke hote do pehlu hai Koi karein punya, koi ban betha paapi hai Pyala zeher ka le aiyo Ye geet mere saath baawe gaiyo Yaha dil lagta naiyo (Naiyo) Hai dil mera lagta na kahi aur He khuda mere chhod ke na jaiyo Baawe tera apna koi bhukha Baawe tu akele na khaiyo Koi maange madad to ruk jaiyo Jo aage bhagwan to jhuk jaiye Jo aaya tu jaane ke waqt mere Sharir sambhal ke uthaiyo O mere yaara De dena do pal Kal ko tere aankhon se Ho jaunga ojhal Jo zakham mile hai wo kam hi na honge Jo tum na rahoge to hum bhi na honge Jayenge to kya le jayenge prithvi se Jo bhi tha apna reh jayega sristi me Jo bhi hun aaj apne karam se hun Insaan hun insaniyat ke dharam se hun Rakhna salamat mere maa aur pita ko Ek achha sa bachha bas banke dikhado Unhe lagna chaiye khwab unko poore ho rahe hai Ye sachh mere maa baap ab budhe ho rahe hai Bina dil me dabaye sab bola karo Sharir me yu nafrat na ghola karo Insaano ko maafi bhi diya karo Ye dil mera lagta naiiii Hai dil mera lagta na kahi aur He khuda mere chhod ke na jaiyo Baawe tera apna koi bhukha Baawe tu akele na khaiyo Koi maange madad to ruk jaiyo Jo aage bhagwan to jhuk jaiye Jo aaya tu jaane ke waqt mere Sharir sambhal ke uthaiyo