Skip to content

Teri Yaad

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Jaagu main saari saari raat Teri yaad mein Kisko sunaau fariyaad Teri yaad mein Jaanu naa tere sivaa Koi baat teri yaad mein Jaagu main saari saari raat Teri yaad mein Bhool gayi sajna main savarna Rang padaa mera phikha Bhaai koi sang na jawar na Bhugat na phal karni ka Tadap tadap ke Vilap vilap ke Kho doongi jab pran Surga main hogi mulakaat Teri yaad mein Kisko sunaau fariyaad Teri yaad mein Jaagu main saari saari raat Teri yaad mein Moond ke baith gayi hoon main ankhiyaan Tum aao toh kholu Ghar aangan galiyaan Har kona Tumko samajh tatolu Tumhara aana Jeevan paana Bhook mitey aur pyaar Khushiyon ki hovey barsaat Teri yaad mein Jaanu naa tere sivaa Koi baat teri yaad mein