Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna
Jatin-Lalit
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yaheen tha, abhi kho gaya
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yaheen tha, abhi kho gaya
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yaheen tha, abhi kho gaya
Ho gaya hai tujhko to pyaar, sajna
Laakh kar le tu inkaar, sajna
Ho gaya hai tujhko to pyaar, sajna
Laakh kar le tu inkaar, sajna
Dildaar sajna, hai ye pyaar, sajna
Ho gaya hai tujhko to pyaar, sajna
Laakh kar le tu inkaar, sajna
Dildaar sajna, hai ye pyaar, sajna
Dekha na tuune mudke bhi peeche
Kuchh der to main ruka tha
Jab dil ne tujhko rokna chaaha
Duur tu ja chuka tha
Hua kya, na jaan'na
Ye dil kyun deewaana
Ho gaya hai tujhko to pyaar, sajna
Laakh kar le tu inkaar, sajna
Ho gaya hai tujhko to pyaar, sajna
Laakh kar le tu inkaar, sajna
Dildaar sajna, hai ye pyaar, sajna
Aye waqt, ruk ja, tham ja, thahar ja
Wapas zara daud peeche
Main chhod aayi khud ko jahaan pe
Wo rah gaya mod peeche
Kahan main, kahan tu
Ye kaisa hai jaadu
Arey, ho gaya hai tujhko to pyaar, sajna
Laakh kar le tu inkaar, sajna
Ho gaya hai tujhko to pyaar, sajna
Laakh kar le tu inkaar, sajna
Dildaar sajna, hai ye pyaar, sajna
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yaheen tha, abhi kho gaya
Kho gaya