Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Palki Mein Hoke Sawaar
Asees Kaur
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yeah!
Woo!
Woo!
Tu sonpari, sone si khari, hai tip-top tak jaadugari
Jalwe tere hain permanent, har koi kahe, "Tu excellent"
Koi roke na, koi toke na
Aise baar-baar milein mauke na
Sehra tu baandh ke aaja
Baaraat main laayi re
Paalki mein hoke sawaar chali re
Main to apne saajan ke dwaar chali re
Paalki mein hoke sawaar chali re
Tu to apne saajan ke dwaar chali re
Koi rok sake to rok le
Main naachti chham-chham, chham-chham-chham
Paalki mein hoke sawaar chali re
Main to apne saajan ke dwaar chali re
Tujhe le jaane main aayi
Sang band-baraati laayi
Taiyar raho tum, sajna
Meri paalki hai aayi
O, meri big brand sawaari kaam tere na aani
Mujh tak jo aayi to ye khaali haath hai jaani
Haan, tujhko romaanch pasand hai
Mujh sang romance pasand hai
Tu jaldi hoja ready
Lo main aayi re
Hoke main badi bekaraar chali re
Main to apne saajan ke dwaar chali re
Haan, paalki mein hoke sawaar chali re
Tu to apne saajan ke dwaar chali re
Ye duniya rasta roke par tu chali aana
Tu raazi, main raazi, kya karega zamaana
Maana, ye thought naya hai
Rasmon ka lot naya hai
Aayi main
Maahi, teri hone aayi re
Hoke main badi bekraar chali re
Main to apne saajan ke dwaar chali re
Paalki mein hoke sawaar chali re
Main to apne saajan ke dwaar chali re
Koi rok sake to rok le
Main naachti chham-chham, chham-chham-chham
Paalki mein hoke sawaar chali re
Tu to apne saajan ke dwaar chali re