Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ek Ladki
Jeet-Pritam
,
Alka Yagnik
,
Udit Narayan
,
Javed Akhtar
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan
Woh pagli hai sab se juda
Har pal nayi uski ada
Phool barse log tarse jaaye woh ladki jahan
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan
Woh pagli hai sab se juda
Har pal nayi uski ada
Phool barse log tarse jaaye woh ladki jahan
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan
Hai khafa to khafa phir khud hi woh maan bhi jaati hai
Laati hai hoton pe muskaan woh
Chup hai to chup hai woh
Phir khud hi woh gun gunaati hai gaati hai meethi meethi gyan woh
Kaise kahoon kaisi hai woh bas apne hi jaisi hai woh
Phool barse log tarse jaaye woh ladki jahan
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan
Aaj kal har woh pal beeta jo tha uske saath mein
Kya kahoon khwaabon mein aata hai kyon
Yaad jo aaye to use bichadne ki woh gadi
Kya kahoon dil toot sa jaata hai kyon
Ab main kahin woh hai kahin par hai aye hum nasheen
Phool barse log tarse jaaye woh ladki jahan
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan
Woh pagli hai sab se juda
Har pal nayi uski ada
Phool barse log tarse jaaye woh ladki jahan
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan
Ek ladki ki tumhe kya sunaao daastaan