Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Baatein
Aman Aggarwal
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
School ke corridor se
Shuru hui baatein hamari
Ye baatein jo hui thi
Ban gayi kahani hamari
Ye pal jo maine saath bitaye
Haa ye meethe meethe pal jo hamne saath bitaye
Tere liye aasman ye choti si
Baatein karte ham aasman mei
Ye inn lahero ki zulfo mei
Terko dekhte hue aakhon se
Tere saath saath ghoomne ki
Vo baatein yaad aati hai
Ye aasman ke rango mei
Rah jaati yaadein teri
Ye pal jo maine saath bitaye
Haa ye meethe meethe pal jo hamne saath bitaye
Tere liye aasman ye choti si
Baatein karte ham aasman mei
Ye inn lahro ki zulfo mei
Terko dekhte hue aakhon se
Tasviro ke andar
Ye hai mushkil iraade
Tere liye ek chota sa
Ek chota sa waadan hai
Tere liye aasman ye choti si
Baatein karte ham aasman mei
Ye inn lahro ki zulfo mei
Terko dekhte hue aakhon se