Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mere Dil Mein Aaj Kya Hai
Kishore Kumar
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mere dil mein aaj kya hai, too kahe to main bataa doon

Teri zulf phir sanwaaruun, teri maang phir sajaa doon

Muje devtaa banaakar teri chaahaton ne puja

Mera pyaar kah raha hai, main tuje khuda bana doon
Mera pyaar kah raha hai, main tuje khuda bana doon
Mere dil mein aaj kya hai, too kahe to main bataa doon
Koyi dhoondhane bhee aaye to hamein naa dhoondh paae

Too muje kaheen cchopa de, main tuje kaheen cchopa doon
Too muje kaheen cchopa de, main tuje kaheen cchopa doon
Mere dil mein aaj kya hai, too kahe to main bataa doon
Mere baazuon mein aakar tera dard chain paae

Tere gesuon mein chhup kar main jahaan ke gam bhula doon