Finding Her X Wishes
4buxar
Popularity ยท Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Aaa aaa aaa
Hm, jaana, tu aata nahin
Sapnon se jaata nahin
Mil jaaye, kya hi baat thi
Kamil ho jaata wahin
Too many wishes, too many mistakes that we made that we made
Fursat na thee
We was finding love in a hopeless place, hopeless place
Karna tha understand aik dujay ko iss halchal main kho gaye
Chahtey to aik dujey ka hum saath
Tha na waqt saath, reh gaye
Jaana, mere sawaalon ka manzar tu
Haan, main sookha sa, saara samandar tu
Haan, gulaabi si surkhi jo dikhti thi
Phir se dikh jaaye toh jee-bhar ke saah bhar loon
Hum tum itna kuch seekhay aur sikhaye thay
Iss dunya kay jaal asli dikhaye thay
Dil abhi bhi rakhey un lamhon ki khawahish
Jo sohbat may tumhari dikhaye thay
Judai nay teri kadar karayi
Besabar tha dil sabar kay rastey le ayi
Never wanted this yehi haqeeqat thee
Teray ashkqoun ka behna meri aziyat thee
Teri chahat ka mila sila mujhe
Kisi se na raha gila mujhe
Teri chahat ka mila sila mujhe
Kisi se na raha gila mujhe
Hoke tetho duur mein
Khoya apne aap nu
Adda hissa mere dil da
Hoeya tere khilaaf kyun
Adda dil chaunda ae tenu
Karni chaunda baat kyun
Tareyaan di roshni de wangu
Gal nal laaja raat nu
Sambhaal ke rakha, woh phool mera tu
Meri shayari mein zaroor raha tu
Jo aankhon mein pyaari si duniya basaayi
Woh duniya bhi tha tu, woh lamha bhi tha tu
Haan, lagte hain mujhko yeh qisse sataane
Deta na dil mera tujhko bhulaane
Adhoore se waade, adhoori si raatein
Ab hisse mein dakhil meri bas woh yaadein
Kya kami thi tujhe? Kya na haasil hua?
Dard kitna mujhe, jaan leti zara
Pyaar milta nahi kabhi
Mera kaisa ghuroor main samaj na paaya
Lost you and your love khoya rab ka saaya
Gham samaita chal para main galiyon main
Na milay wo suroor teri kaliyon main
Jo mila tha muje, aur khila tha chaman
Surat itni haseen thee kay mit gaye bharam
Should've never taken you for granted
Adhay moments thay bleak kaafi saarey thay frantic
Frantic
Adhay moments thay bleak kaafi saarey thay frantic
Frantic
Adhay moments thay bleak kaafi saarey thay frantic
Frantic
Rehna tha ban ke humdum tera
Aise jaana hi tha, phir tu kyun thehra?
Ab na maane mera dil ki na tere qabil
Thi ik aarzu ki main kehta raha, par
Tanhaiyon se hai waasta
Manzil mila, na hi kaafila
Mere sawaalon ke wo jawab
Mann ja kahaan? Na mile raasta
Mere ehsaanon ki yeh sazaa
Meharban, meharban
Kya kami thi tujhe? Kya na haasil hua?
Dard kitna mujhe, jaan leti zara
Adhay moments thay bleak kaafi saarey thay frantic
Frantic
Adhay moments thay bleak kaafi saarey thay frantic
Frantic
Jaana, tu aata nahin
Sapnon se jaata nahin
Mil jaaye, kya hi baat thi
Kamil ho jaata wahin
Hokay tetho duur wey sajna
Hokay tetho duur wey sajna
Hun tera mera dekhi dil naiyo lagna (Dil naiyo lagna)
Hogaye see majboor we sajna
Dono majboor we sajna
Kee daa ae kasoor way sajna
Kya kami thi tujhe? Kya na haasil hua?
Dard kitna mujhe, jaan leti zara
Kya kami thi tujhe? Kya na haasil hua?
Keh deti mujhe jo thi dil mein khata
Farq kitna pada mere jaane se
Mere jaane se