Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mujhe Tum Mil Gaye Humdum (From "Love in Tokyo")
Lata Mangeshkar
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Muje tum mil gae humdam, sahaara ho to aisa ho
Jidhar dekhoon udhar tum ho, nazaaraa ho to aisa ho

Muje tum mil gae humdam...
ย
Kisi ka chaand sa cheharaa nazar se chuum letee hoon

Kushi kee intahaa ye hai, nashe mein jhoom letee hoon
Nashe mein jhoom letee hoon
Huee taqadeer bhee roshan, sithaaraa ho to aisa ho
Jidhar dekhoon udhar tum ho, nazaaraa ho to aisa ho
Muje tum mil gae humdam...
ย
Meri aankhon mein ansu hain, magar, ansu khushii ke hain

Kise chhoduun, kise paa loon, ye rishte zindagi ke hain
Ye rishte zindagi ke hain
Hamein to naaz hai tum par, hamaaraa ho to aisa ho
Jidhar dekhoon udhar tum ho, nazaaraa ho to aisa ho
Muje tum mil gae humdam...
ย
Udhar dil hai, idhar jaan hai, azab mushkil ka samaan hai

Labon par muskuraahat hai, magar saanson mein tufaan hai
Magar saanson mein tufaan hai
Ye main jaanoon ya tum jaano, ishaara ho to aisa ho