Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kat Ke Kaalja
Shekhar Astitwa
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Haye bairi piya ki manmaaniyan
Kare din raat mose chhedhkhaaniyan
Deke yaadon ki meethi si nishaaniyaan
Wo to le gaya re dil jaaniyan
Haaye
Kat ke kaalja kat ke kaalja kat ke kaalja yaara

Tanhai mein chand chidhaaye
Poochhe pritam kaahe na aaye
Mose kucch kaha na jaaye re
Khwabon mein har baar jo aaye
Raaton ki wo neend churaaye
Dekhoon to nazar na aaye re
Gaya pehna ke kaano ki ye baaliyan
Karoon inki main kaise rakhwaaliyan
Maange ishq ye kaisi qurbaaniyan
Wo to le gaya re dil jaaniyan
Kat ke kaalja kat ke kaalja kat ke kaalja yaara
Kat ke kaalja kat ke kaalja kat ke kaalja yaara
Kat ke kaalja kat ke kaalja kat ke kaalja yaara
Kat ke kaalja kat ke kaalja kat ke kaalja yaara
Ishq mein maahi mera ji karda hadd se guzar jaana
Samjhe na jo tu O bedarda bin tere marr jaana