Tum Ho Shaam Ho
Altaaf Sayyed & Chandra-Surya
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Tum Ho Shaam Ho aur Sahil Ho
Phir toh Lamha Ye poora Katil Ho!!
Os mein Lipti Hui Zameen Ho Tum Halki Halki Hawaon Mein Nami Ho Tum!!
" " Teri Khamoshiyan Meri Khamoshiyan
Bas Mein Keh Rahi
kuch Bole Teri Aankhen Aur Main Sunu kuch Bole Meri Aankhen aur tu
Sune!! kuch Bole Teri Aankhen Aur Main Sunu kuch Bole Meri Aankhen
aur tu Sune ' ' chuare chuare Ehsaas Kaisa
chuare!! Huaare huaare Ishq Bepanah Tumse Hua Re
kya Haseen Samaa Ho
Haal e dil khushnuma Ho Fursat ki ghadi Ho
Rab Ne bus Mai Jaha Ho
badalein kuch garaj ke
Baarishein bhi Baras ke Sab Duwaaein karein ye Mange meri taraf se
Tum Ho dard ho bunde Rimjhim Ho
Malkhon Mein Mere Teri Ashqen Jhilmil Ho
Teri Khamoshiyan Meri Khamoshiyan Bas Mein Keh Rahi
kuch Bole Teri Aankhen Aur Main Sunu kuch Bole Meri Aankhen aur tu
sune chuva re chuva Re ehsaas kaisa chuaa
re huaa re huaa re ishq bepanah tumse huaa re
Hosh naa ho zara bhi, bas samaa ho sharaabi
Ho tumhari taraf se thodi haan thodi naa bhi
Aarzooein hamari aasma chu rhi hai
Besabar befikar se ishq hum kr rhe hain
Tum ho raat ho chaand nikhara ho
Kadamo mein lamaha ye taake chehra ho
Teri khamoshiyan meri khamoshiyan bas mein keh rhi
Kuch bole teri aankhein aur main
sunu, kuch bole meri aankhein aur tu sune
Kuch bole teri aankhein aur main
sunu, kuch bole meri aankhein aur tu sune
Chuaa re, chuaa re ehsaas kaisa chuaa re
Huaa re, huaa re ishq bepanah tumse hua re