Skip to content

Tenu Main Leke Javanga

Rahill Mehta, Rutvik Talashilkar
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Sajha hai yeh aalam Teri khushiyon se Mehke joh yeh rung tere Mehendi mein teri Sirf mera yeh naam jache Kehte hai yeh saare Aaj aaya hai woh din Hua yeh sapna haasil Meher rabb ki hai ya qismat meri? Aaj aaya hai woh din Hua yeh sapna haasil Meher rabb ki hai ya qismat meri? Tenu main leke javanga Nachenge yaar tere sung Haath yeh tham le ab hoon main tera Tenu main leke javanga Nachenge yaar tere sung Haath yeh tham le ab hoon main tera Haath yeh tham le ab hoon main tera Gul mil ke hum bunne khaab Har ek janam ke, Poore joh honge sung mere Sehre se chup ke Dil joh dekhe tujhe Sach hai tu dil na maane Aaj aaya hai woh din Hua yeh sapna haasil Meher rabb ki hai ya qismat meri? Tenu main leke javanga Nachenge yaar tere sung Haath yeh tham le ab hoon main tera Tenu main leke javanga Nachenge yaar tere sung Haath yeh tham le ab hoon main tera Haath yeh tham le ab hoon main tera