Skip to content

Tum Jaano Na

Spitfire
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Ah, Sabhi aankhein mujhpe Na main 2Pac Pehru pehla kal tha Kal ke do bhaag Beakhalta hal na Kal laki par Sunke ab yeh kahe muje Kya baat Kaafi neeche se Dekha hai falak ko Sun samaj tu pankti main Meri lalak ko Koi bhi nahi Yaha kaabil hai kavach, Jo Shukriya mere aashiqko Ke sabab ko Beadab ke chale meri zuba yeh Jaaga main kitni raato ko Pooch subah se Har gham main sargam Ki dawa yeh Nain toh bacche, Nazar par jawa yeh Karwaan yeh mera sangeet ka Chalega tab tak Jab tak hai jeetna Maa kalam aur Maashuk yeh deen bas Kisi aur se rakhi hai preet na Shayar ki kagaz-kalam ka Gham se rista hai kya (Tum jaano na) Ladte sipahi ke mann ka Maut se rista kya (Tum jaano na) Har dhun se inn shabo ka Rishta hai kya (Tum jaano na) Haar kar na baitha main Jeet se rishta kya (Tum jaano na) Sargh diya hai Sal sal yeh banade Sarpat chale baat saare '?' Par chalke vyateez Fareb karuga nahi Dheere se h chalke tarane Ye batane, hah Saasein toofan yeh Dil tabahi hai Pyaar paani Yeh mann surahi hai Dil hasata Yeh dil h rota hai Dil sadak Aur dil h raahi hai Shakl gaali Yeh sona akkal Ramparas par Yeh sach mayassar Dukh yeh has kar Main peeta sharbat Sa manizilo se hu Kaafi gurbat Bas likhna bebas si lat hai Jad shabd, dhun fal, hu ras main Tum kash pe, bas khao kasme Andul si gun hum le '?' Gehra rishta hai, neend se Mera sapno main, ha yeh Jeeta mann mera Tim timate ho din main tum Aur main shaam ko h kardu savera Shayar ki kagaz-kalam ka Gham se rista hai kya (Tum jaano na) Ladte sipahi ke mann ka Maut se rista kya (Tum jaano na) Har dhun se inn shabo ka Rishta hai kya (Tum jaano na) Haar kar na baitha main Jeet se rishta kya (Tum jaano na) Shayar ki kagaz-kalam ka Gham se rista hai kya (Tum jaano na) Ladte sipahi ke mann ka Maut se rista kya (Tum jaano na) Har dhun se inn shabo ka Rishta hai kya (Tum jaano na) Haar kar na baitha main Jeet se rishta kya (Tum jaano na)