Skip to content

Boht Kuch

Emiway Bantai, Flowbo, Young Galib
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Jo sab logo se milte Apun waiso se nahi milte Ye kharidne chale sukoon Jo paiso se nahi milte Jo aas rakhe auro pe Aur hustle kare skip Beta Pani diye Bina phool waise bhi nahi khilte Beta loyal reh,waise bhi ye duniya disloyal hai Dhass liya asli kon kaise asmaaye be Diss diya uda inki maa meri maa hai be Gaali kiya mute,akhirat ki parwah hai be Mujhe jawab Dena usse Galat hai toh galat hai maanta hoon Haram hai be music Ye rapper sare nakli wale 700 waali blue tick Ye nakli brand uthare Jake Andheri ki boutique Flow har baar unique mere Gaane ki hai shooting Mein busy rapper busy hoon Busy laane mein new thing Beef matlab war doon Aise mein Vladimir Putin Haa 60 kg wazan 120 grams protein Roz ka hai intake,ha Roz ka hai routine Dost kaha hai tere,mere dost yaha do teen Smoke chahiye inhe toh fir Minta karra smoking Haa smoke chahiye inhe toh Sumit dera do teen Boht kuch Dil mein hai par keh nahi raha mein Boht kuch Dil mein hai par keh nahi raha mein Boht kuch Dil mein hai par keh nahi raha mein Boht kuch Dil mein hai hum keh nahi paaye Boht kuch Boht Kuch Boht kuch Boht Kuch Boht kuch Dil mein hai hum keh nahi paaye Sabse saamne prove Kiya Bhagwan ne mujhe choose Kiya Sambhalne wala kon, ye duniya zalim mehsoos kiya Ab aane wala waqt, sab akele bole tu bhul gaya Samjhau kaise sab dabake baatein mein Durr gaya Really I ain't playing, yedechali kiye kam (Tu na jaane kiye mene tere baare) Screaming my name, mere fans no. 1 Saare opps playing games but they ain't ever gonna work Kyuki inki baaton mein na Sach Everybody fakin it, nobody I can trust Lagta inko Shaney,mein dikhadu where I'm from Stop playing, imma show you how we do it yeah Boht kuch Dil mein hai hum keh nahi paaye Boht kuch Dil mein hai par keh nahi raha mein Zimmedari liye sab, see me fighting for myself See me fighting for myself blood, yeah eh Kaafi dil mein dabi baat jo mein kehta nahi hoon ab Jitne saath mere sab mehsoos kare Mein versatile kyuki music mere soul mein Aur waise style Mera malum hai na Bombay Aur rehta busy toh uthata nahi phone mein Itne saare zakham lagta jaise liya loan mein Chukau kaise ha jab pyaar unse Mila nahi Mile boht par koi mere jaisa Mila nahi Upar jaate toh ye duniya aati girane Haa kon aya upar Jo life mein kabhi gira nahi Shukriya ada karu jitna Mila kam nahi Jo hai aaj kya pata rahega kal nahi Karta dua kabhi aaye bas ghamand nahi Boht kuch hai kehna par kuch kehne ka hai Mann nahi