Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bas Itna Hai Kehna
Sonu Nigam
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Iss safar mein
Meri nazar mein rehna
Iss safar mein
Meri nazar mein rehna
Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Meri nazar mein rehna
Door jaana toh parchai chhod jana
Saans bhar ke faasle pe rehna
Kho na jaana
Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Meri nazar mein rehna
Ungliyon ko meri
Tum thaame rehna
Ungliyon ko meri
Tum thaame rehna
Agar khwaab mein bhi saath chhute
Subah laut aana
Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna
Meri nazar mein rehna
Jism jal jaayenge
Sab raakh ho jayega
Pyaar tera mera
Uss paar mil jayega
Uss jahaan mein
Meri panaah mein rehna
Uss jahaan mein
Meri panaah mein rehna
Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Meri nazar mein rehna....