Skip to content

Ek Pyar Ka Nagma Hai - Carvaan Lounge

Neeti Mohan, Papon
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Ek pyar ka nagma hai Maujon ki rawani hai Ek pyar ka nagma hai Maujon ki rawani hai Zindagi aur kuchh bhi nahi Teri meri kahani hai Ek pyar ka nagma hai Maujon ki rawani hai Zindagi aur kuchh bhi nahi Teri meri kahani hai Ek pyar ka nagma hai Kuchh pa kar khona hai Kuchh kho kar pana hai Jeevan ka matlab to Aana aur jaana hai Do pal ke jeevan se Ek umar churani hai Zindagi aur kuchh bhi nahi Teri meri kahani hai Ek pyar ka nagma hai Tu dhaar hai nadiya ki Main tera kinara hoon Tu mera sahara hai Main tera sahara hoon Aankhon mein samandar hai Aashaon ka paani hai Zindagi aur kuchh bhi nahi Teri meri kahani hai Ek pyar ka nagma hai Toofan to aana hai Aakar chale jaana hai Baadal hai yeh kuchh pal ka Chhaa kar dhal jaana hai Parchhaiyan reh jaati