Mere Liye Jeena Ye Saja
Ataullah Khan
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Mere Liye Jeena Ye Saza ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Mere Liye Jeena Ye Saza ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Jis ki wafaon pe bada mujhe naz tha
Mera dilbar tha wo mera ham raz tha
Mera dilbar tha wo mera ham raz tha
Sang dil aaj bewafa ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Mere Liye Jeena Ye Saza ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Aankhon ki ye rim jhim rukne na paye gi
Yaad bewafa ki mujh ko rolaye gi
Aankhon ki ye rim jhim rukne na paye gi
Yaad bewafa ki mujh ko rolaye gi
Yaad bewafa ki mujh ko rolaye gi
Jane kis baat pe khafa ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Mere Liye Jeena Ye Saza ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Baith ke akela ab rota hun naseebon ko
Chhor dia mujhe per chhora na raqeebon ko
Baith ke akela ab rota hun naseebon ko
Chhor dia mujhe per chhora na raqeebon ko
Chhor dia mujhe per chhora na raqeebon ko
Chain mere dil ka tabah ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Mere Liye Jeena Ye Saza ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Chalne ka dhang bhi seekhaya jise main ne
Apne hi hanthon se banaya jise main ne
Apne hi hanthon se banaya jise main ne
Sadiq wo dekh lo khuda ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Sadiq wo dekh lo khuda ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Mere Liye Jeena Ye Saza ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya
Yaar mera mujh se juda ho gaya