Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sau Sawaal
Vedd Jha
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Sau sawaal the
Tere liye mere paas mein
Tu jo nhi abb raha yahan
Bhula doon inhein
Jo mere khwaab the
Saare tere saath the
Tu jo nahi abb raha yahan
Mita doon inhein
Chup hai ye aasmaan
Chup hai ye saara jahaan
Main jo kahin bhi hu
Tu kyun nahi hai wahaan
Hmmm
Ye waqt nahi tha
Sahi tere mere
Milne ka o saathiyaa
Main firse milunga
Tujhse haan ek din
Khud se ye waada kiya
Jo geet the mere
Jo tere hi liye likhe
Tu jo nahi abb raha yaha
Sunaau kise
Chup hai ye aasmaan
Chup hai ye saara jahaan
Main jo kahin bhi hoon
Tu kyun nahi hai wahaan
Hmmm