Skip to content

Pia (Official Video) @MITRAZ

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Tumhe maine, apne aangan mein piya Phoolon sa dekha hain Chehre pe jo tere, woh noor-e-khuda Kabhi na dhalta hain Na dekha hain tere jaisa koin dooja piya mere Tumhe maine, apne aangan mein piya Phoolon sa dekha hain Chale kahin door se, khayaal aayein Hain tere mahiye Jo dekha hain tumhe phir na aayi, hain tanhai re Yeh taaron ke nazaare mein bhi piya Tumhe hi dekha hain Chehre pe jo tere woh noor-e-khuda Kabhi na dhalta hain Na dekha hain tere jaisa koin dooja piya mere Tumhe maine apne aangan mein piya Phoolon sa dekha hain Kabhie chaandni se lage khabhi reshmi ke dhaage Jaani roop tere jaane na koi-e Mann baawla ho jaave jab teri yaad aave Sona roop tere maane na koi-e Kabhie chaandni se lage khabhi reshmi ke dhaage Jaani roop tere jaane na koi-e Mann baawla ho jaave jab teri yaad aave Sona roop tere maane na koi-e