Dil Tujhay
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
tujhe dekhu na kabhi
ye main socha hi nahi
jindagi
tu mere pass ho na ho
tujhe mahsoos main karu
har ghadi
tujhe dekhu na kabhi
ye main socha hi nahi
jindagi
tu mere pass ho na ho
tujhe mahsoos main karu
har ghadi
o roku kaise
in ankhon ki nami
tujhe dene ko
waqt mere pass nahi
han nahi
ye dil tujhe pukare
ye dil tujhe pukare
tu hase to youn lage
rooh jaise jism ko mil gai
mere pass ho jab tum
duniya ki har khusi mil gai
tu hase to youn lage
rooh jaise jism ko mil gai
mere pass ho jab tum
duniya ki har khusi mil gai
ho ankh bhar aai
mil k youn dur hu a
han teri yaadon ko dil me basa k chale
han chale
ye dil
tujhe pukare
ye dil tujhe pukare
han ooooo