Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mausam Ye Mausam Suhaane Aa Gaye - From "Judaai"
Mohammed Rafi
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mausam, o, mausam...
Mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae
Lo mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae
Lo mausam, pyaar ke zamaane aa gae, lo mausam
Gun-gun bhanware kaliyon ka ghunghat uthaane aa gae, mausam
Tauba koyi dekhe in zulfon ka bikharana to bhuule jeenaa-maranaa
Chup se phulon kee in galiyon se guzaranaa, ye phool kahenge varanaa
Gulshan mein jaane kahaan se do deewaane aa gae
Mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae, lo mausam
Aaha, chede is rut ne saavan ke geet raseele, chhalke rang rup nashile
Aaha, kithne bhole the ye nain tere sharmile, ye honth tere rangile
Ab inako kitni baathen, kithne bahaane aa gae
Mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae, lo mausam
Parbat se unchaa sajnaa ye pyaar hamaaraa, neeche sansaar ye saara
Saagar se gahara sajani ye pyaar hamaaraa, kithna hai door kinaraa
Tum majhi, ye naiya paar lagaane aa gae
Mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae
Lo mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae, lo mausam