Skip to content

Lehrein (The Bombay Bounce Lounge Mix)

Nikhil D`Souza
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

khoyi khoyi si hoon main kyun ye dil ka haal hai dhundhle saare khaab hain uljha har khayaal hai saari kaliyaan murjha gayin rang unke yaadon mein reh gaye saare gharonde ret ke, lehrein aayin lehron mein beh gaye. raah mein kal kitne charaag the, saamne kal phoolon ke baag the kis se kahun kaun hai jo sune, kaante hi kyun maine hain chune sapne mere kyun hain kho gaye jaage hain kyun dil mein gham naye saari kaliyaan murjha gayin rang unke yaadon mein reh gaye saare gharonde ret ke, lehrein aayin lehron mein beh gaye. Na na na na na na. Na na na na na na... Kya kahun kyun ye dil udaas hai ab koi door hai na paas hai chhoo le to dil wo baatein ab kahan wo din kahan raatein ab kahan jo beeta kal hai ab khwab sa ab dil mera hai betaab sa saari kaliyaan murjha gayin rang unke yaadon mein reh gaye saare gharonde ret ke, lehrein aayin lehron mein beh gaye.