Skip to content

Pachaas Baatein

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Laapata sa tha voh Dil bikhra hua Pyaar dhundne nikla tha voh Jiss din usse mila Kehta usse ki main tere aansun Apne hi bana lun Bus badle mein tu meri kuch baatein Aur kisson ko sunn Pachaas baatein hain vaise toh kehene ko meri yeh Par khud bhi na jaanun main dhadkan meri kya kehti hai Chhe taaron mein hi meri ab jo yeh duniya basti hai Geeton mein sach par kuch baatein toh dil mein hi rakhi hain Naazneen hui jo voh mehfil dil hum bhi de aaye the Kya hum apni Taqdeeri ke rehnuma ban payenge? Ek musafir hi main tha hamesha bhula sa bhatka Par banjara bankar bhi tujhko dil mein hai rakha Samay ko bhi Ab main kahun Darrta main tujhse ab nahi Jo hai so hai Kehkar main jo chalu Raahein khud hi bata de raastein jo hain sahi Bus yeh lamhon mein Yeh dukh dardon mein Behta hun dur ab kinaaron se main Bus yeh lamhon mein Yeh dukh dardon mein Behta hun dur ab kinaaron se main Tere aansun maine Apne bana toh liye Par meri baatein Kya tune banayi apni? Main phir chal dunga Kisi aur ko dhundta Jisko phir baithkar Yeh baatein batlaunga