Muh Pe Taale
Raga & Yawar
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
In sabke doon munh pe main taale
Paise yeh jitne kama le
Khaane ke padhne hai laale
Ke pheeke hain sabke masale
In sabke doon munh pe main taale
Paise yeh jitne kama le
Khaane ke padhne hai laale
Ke pheeke hain sabke masale
In sabke doon munh pe main taale
Paise yeh jitne kama le
Khaane ke padhne hai laale
Kyunki pheeke hain sabke masale
Game change mainstream rap ka main don
Yeh hai rap ka maidan
What you gonna do next? (next)
Dekh baap ki dukaan
Meri tauro nahi baatcheet wahi
Dekh jaake meri marksheet wahi
Is game mein mere liye haar jeet nahi
Main jaan se maarta karu maar peet nahi, chod
Koi lafda nahi
Chal chod ab kisi se bhi jhagda nahi
Diss track leke teri aukaat nahi badha nahi
Ganimat hai tune mera pakda nahi
Pakda toh haath bhi nahi bachta
Khair mera mood sahi hai
Varna tu keh tera baap bhi nahi bachta
Par yeh mera kaam nahi hai
In sabke doon munh pe main taale
Paise yeh jitne kama le
Khaane ke padhne hai laale
Ke pheeke hain sabke masale
In sabke doon munh pe main taale
Paise yeh jitne kama le
Khaane ke padhne hai laale
Ke pheeke hain sabke masale
Tere mein mere mein farak hai
Pala bada main bhi narak mein
Tabhi barood bhara mere halaq mein
Alag mein
Khoon bhara meri kalam mein
Qatal mein asal mein
Reham nahi meri nasal mein
Haath phule mere bhasal mein
Pehla tamacha bhi mera yeh asar hai
Mic ka karna hai qatal, yeh hustle hai
Life mein nakal nahi karna, yeh sabak hai
Ride ke maze hai lene
Is sadak ko roki jo beech mein gaadi jo galat hai
Gazab style, munh pe smile
Labon pe gaali hai jaise missile
Uda hai kafan hoon jaise fidayeen
Main haath naa aau hoon jaise main time
Haath naa aau hoon jaise main time
In sabke doon munh pe main taale
Paise yeh jitne kama le
Khaane ke padhne hai laale
Ke pheeke hain sabke masale
In sabke doon munh pe main taale
Paise yeh jitne kama le
Khaane ke padhne hai laale
Ke pheeke hain sabke masale