Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mere Ghar Se
Yuaan
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mere ghar se
Tera ghar yuun
Door kyun hai
Door kyun hai
Kyun na jane kyun
Meri chhat se
Teri chhat yuun
Door kyun hai
Door kyun hai
Kyun na jane kyun
Sari galiyaan
Hain ruki si
Log saare
Kho gaye hain kyun
Aasman bhi
Hai naya sa
Saare panchi
Laut aaye kyun
Mere ghar se
Tera ghar yuun
(Hey)
Door kyun hai (Hey)
Door kyun hai (Hey)
Kyun na jane kyun
(Kyun)
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Tareekhein ye
Tham gayi hain
Shaam subah
Ek si hain
Darmiyaan jo
Faasle hain
Kuch palo ki
Bebasi hai
Tareekhein ye
Tham gayi hain
Shaam subah
Ek si hain
Darmiyaan jo
Faasle hain
Kuch palo ki
Bebasi hai
Tasveerein
To yahan hain
Khushbuon ki
Par kami hai
Tasveerein
To yahan hain
Khushbuon ki
Par kami hai
Mere ghar se
Tera ghar yuun
Door kyun hai
Door kyun hai
Kyun na jane kyun
Meri chhat se
Teri chhat yuun
(Hey)
Door kyun hai (Hey)
Door kyun hai (Hey)
Kyun na jane kyun
(Kyun)
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Door kyun hai
Door kyun hai
Kyun na jane kyun
Door kyun hai
Door kyun hai
Kyun na jane kyun
Door kyun hai
Door kyun hai
Kyun na jane kyun
Door kyun hai
Door kyun hai
Kyun na jane kyun