Skip to content

Ghum Hai Kisi Ke Pyar Mein

Instant Karma, Zubeen Garg, Mahalakshmi Iyer, Caralisa Monteiro
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Gum hai kisi ke pyar mein Dil subah shaam Par tumhe likh nahi paun Main uska naam hai Ram, hai Ram Kuch Likha? Haan Kya Likha? Ho, gum hai kisi ke pyar mein Dil subah shaam Par tumhe likh nahi paun Main uska naam Hai Ram, hai Ram Accha aage kya likhu? Aage? Socha hai ek din main usse milke keh daalon apne sab haal dil ke Aur kar doon jeevan uske hawale Phir chhod de chahe apna bana le Main to uska re hua deewana Ab to jaisa bhi mera ho anjaam Ho, gum hai kisi ke pyar mein dil subah shaam Par tumhe likh nahi paun Main uska naam Hai Ram, hai Ram Likh liye? Haan Jara padhkar to sunao na? Chaha hai tumne jis baawri ko Wo bhi sajanwa chahe tumhi ko Naina uthaye to pyar samjho Palkein jhuka de to iqraar samjho Rakhti hai kabse chhupa chhupa ke Kya? Apne hothon mein piya tera naam Ho, ghum hai kisi ke pyar mein Dil subah shaam Par tumhe likh nahi paun Main uska naam Ho, ghum hai kisi ke pyar mein Dil subah shaam Par tumhe likh nahi paun Main uska naam Hai Ram, Hai Ram