Skip to content

Andheri Raat - PagalWorld.La

Aklesh, Neha Bhasin, Rajiv Sundaresan (PagalWorld.com)
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Andheri raat mein Diya mere hath mein Aur kya maange saale Pehli mulakaat mein Andheri raat mein Diya mere hath mein Aur kya maange saale Pehli mulakaat mein Thoda sa bhav khaa Thoda sa jaam pee Saans phoonk deti hoon Tere jazbaat mein Sach hai main nahi tha jogi Kismatein yoon ab hogi Ghoomun duniya ka rogi Aur kya kahun Rab ko kaafi samjhaya Jab bhi aisa murjhaya Toot ke dar ko aaya Aur kya kahoon Poora samajh le tu Aadhi hi baat mein Andheri raat mein Diya tere hath mein Andheri raat mein Diya mere hath mein Khwahishon ko bol zara Rahein aukat mein Sholo pe hai tamanna Hothon pe hai namak Duniya na jale teri Aaj barsaat mein Sach hai main nahi tha jogi Kismatein yoon ab hogi Ghoomun duniya ka rogi Aur kya kahun Rab ko kaafi samjhaya Jab bhi aisa murjhaya Toot ke dar ko aaya Aur kya kahoon Poora samajh le tu Aadhi hi baat mein Andheri raat mein Diya tere hath mein Andheri andheri Andheri raat mein. Andheri andheri Andheri raat mein. Andheri andheri Andheri raat mein. Andheri andheri Andheri raat mein. Andheri andheri Andheri raat mein. Andheri andheri Andheri raat mein.