Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mohabbat Naam Hai Kiska
Alka Yagnik
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ajnabee
Mohabbat Naam Hai Kiska
Ajnabee - 2001
Movie Info
Singers
Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricists
Sameer
Music Directors
Anu Malik
Mood/Type
Happy
Views
223587
Purchase Track
English Translation
Pehli Kasam Pyaar Ki
Tum Yaad Rakhna Sanam
Pehla Kadam Pyaar Ka
Tum Yaad Rakhna Sanam
Mohabbat Naam Hai Kiska
Shuru Kahan Se Hoti Hai
Mohabbat Naam Hai Kiska
Shuru Kahan Se Hoti Hai
Kiya Kisne Ise Paida
Khatam Kahan Pe Hoti Hai
Mohabbat Naam Hai Mann Ka
Shuru Aankhon Se Hoti Hai
Mohabbat Naam Hai Mann Ka
Shuru Aankhon Se Hoti Hai
Kiya Dil Ne Ise Paida
Khatam Saanson Pe Hoti Hai
Yeh To Mohabbat Hai
Yeh Hi Mohabbat Hai
Yeh To Mohabbat Hai
Yeh Hi Mohabbat Hai
Duniya Mein Jab Zindagi Ka Naam Nahin Tha
Haan Hum Tum Milenge Itna Mujhko Yakeen Tha
Ab Hum Mile Hain Door Nahin Jaayenge
Saari Umar Tumko Hi Chaahenge
Hey Yeh Vaada Hai Vaada Mera
Yeh To Mohabbat Hai
Yeh Hi Mohabbat Hai
Yeh To Mohabbat Hai
Yeh Hi Mohabbat Hai
Mohabbat Naam Hai Kiska
Shuru Kahan Se Hoti Hai
Kiya Kisne Ise Paida
Khatam Kahan Pe Hoti Hai
Mohabbat Naam Hai Mann Ka
Shuru Aankhon Se Hoti Hai
Kiya Dil Ne Ise Paida
Khatam Saanson Pe Hoti Hai
Yeh To Mohabbat Hai
Yeh Hi Mohabbat Hai
Yeh To Mohabbat Hai
Yeh Hi Mohabbat Hai
Laakhon Haasenon Mein Tumko Chuna Hai Sanam
Duniya Mein Tere Liye Hi Liya Hai Janam
Tune Yeh Kehkar Kya Kar Diya
In Baaton Baaton Mein Dil Le Liya
Ho Dhadkanon Mein Nasha Hai Tera
Yeh To Mohabbat Hai
Yeh Hi Mohabbat Hai
Yeh To Mohabbat Hai
Yeh Hi Mohabbat Hai
Mohabbat Naam Hai Kiska
Shuru Kahan Se Hoti Hai
Kiya Kisne Ise Paida
Khatam Kahan Pe Hoti Hai
Mohabbat Naam Hai Mann Ka
Shuru Aankhon Se Hoti Hai
Kiya Dil Ne Ise Paida
Khatam Saanson Pe Hoti Hai
Yeh To Mohabbat Hai
Yeh Hi Mohabbat Hai
Yeh To Mohabbat Hai
Haan Yeh Hi Mohabbat Hai