GDS
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Meri kahani mai kahi koi superstar nahi
Choti si duniya hai meri, bas pyaar hi pyaar hai
Thoda sa paisa thode se armaan dhero yaar hai.
Choti si galti hui nahi ki saaley sab tiyaar hai.
Jo bajjta hai, usse bajjne deyy
Jo jalta hai ussey jalne de.
Meri koi manzil. mera koi saahil. nahi!
Kaisa nasha ye ke aankhe khulti hi nahi,
aur hawa k sang ye bekhud beh raha hoon mai.
Kesi lagan hai ye ki duniya dikthti hi nahi
Aur zamaney se akelaa ladd pada hoon mai.
Mila hai, jo khushi se wo khuda hai wo ibadat.
Mera koi mazhab meri koi sarhad nahi...
Mila hai, jo kushi se. wo khuda hai. wo ibadaat.
Mera koi mazab, meri koi sarahad nahi.