Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Saamnay
Maanu
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Zindagi hai le aayi mujhe kis morr pe
Anjaane raaston pe aa gaya mein dorr ke
Kaise jaun ga mai ab wapis sab chorr ke
Hai darr kyun lagg rha, sunsaani ka hai chowk ye
Tu aayi jaise roshni khirki ki nokk se
Tu ne kaha meri khushi hi teri khojj hai
Dikhaya raasta aur ye k dil purzor hai
Andheri raaton me diya jalaya, bol
Aasman main
Zara jhaank, dekh wo taaray jo bilkul saath hain
Wo hain hum jo hain chamakte tere naam pe
Chor de tu ye gilay, dekh kya hai saamnay
Kya hai saamnay
Is jahaan me, wazan jo hai dil pe, mere kandho pe daal de
Hai qasam tujh se k tu hi meri jaan hai
Rahin tu ab bas yahin haan mere saath me
Mere saamnay
(Gall sunn meri)
Nairay aa meri gall sun maahi
Hunn pari aan museebat kaadi
Tere bin mera dil ae dharakda ee ni
Hai saath na saath hai saathi
Choro jo haasil nahi hai
Sehra me hoti baarish nahi hai
Par inn andhairon me yehi pyaar hi diya jalaaye
Han ye baatain sun'ne me lagain suhaani
Hota na aise hai zindagi me
Aadi hoon me dhokon ka
Par phir bhi khud ko rokun na main
Hai meri tujh se aik guzarish
Ke na hona dil pe zaalim
Tu hi tou hai meri raaton ka ujaala, han
Aasman me, zara jhaank, dekh wo taaray jo bilkul sath hain
Wo hain hum jo hain chamakte tere naam pe
Chor de tu ye gilay, dekh kya hai saamnay
Kya hai saamnay
Is jahaan me, wazan jo hai dil pe, mere kandho pe daal de
Hai qasam tujh se k tu hi meri jaan hai
Rahin tu ab bas yahin haan mere saath me
Mere saamnay