Aye Meri Jaan Sun
Popularity ยท Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Ay meri jaan sun
Merey armaan sun
Bezubaan aankhon ki
Pyari zubaan sun
Pyari zubaan sun
Teri aas ley k soye
Teri umeed me hai jaagey
Haan mangey tujey he jb ye
Jhukti hai rabb k aagey
Aye meri jaan sun
Merey armaan sun
Bezubaan aankhon ki
Pyari zabaan sun
Ay meri jaan sun
Merey armaan sun
Bezubaan aankhon ki
Pyari zubaan sun
Dekh mujh ko tu
Nazar andaz na kr
Main shuru ek ho chuki
Teri kahaani hu
Wasta tera hai
Mujhse jaaney marny ka
Main terey honey ki
Tanha nishani hu
Ye dil h jaana ghar tera
Oo toota jo ye agr
Bhatka karo gey
Dar badar ley ke meri he dhun
Ay meri jaan sun
Merey armaan sun
Bezubaan aankhon ki
Pyari zubaan sun
Pyari zubaan sun
Is tarah sy
Jaan lutane waala koi
Dil tera naakam hoga
Dhoond paaney me
Tu mujhe ab yaad aa
Kuch is qadar k
Tujh ko bhi sadiyan lgay
Mujh ko bhulaney me
Mujh ko lagy tu meri rooh sa
Hmm kary saanson me basar
Ao meri neendon se terey khwabon ko
Palkon se loon ma chun
Ay meri jaan sun
Merey armaan sun
Bezubaan aankhon ki
Pyari zubaan sun
Pyari zubaan sun
Ay meri jaan sun
Merey armaan sun
Ae meri jaan sun
Merey armaan sun