Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Us Rah Par
Ali Zafar & Ali Hamza
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hum kyon chalen is raah par
Jis raah par sab hi chale
ย
Hum kyon chalen is raah par
Jis raah par sab hi chale
Kyon na chune wo rasta
Jis par naheen koi gaya
ย
Dil udaas nazaren udaas
Dilbar naheen gir aas pas
Din raat aah bharna
Or be qaraar rahanaa
Ye khel hi be car hai
Kuch bhi naheen angaar hai
Is aag main jalen kyon
Pul pul jien maren kyon
Hum kyon chalen is raah par
Jis raah par sab hi chale
Kyon na chune wo rasta
Jis par naheen koi gaya
ย
Bas dekhne kii baat hai
Ik ishq kiya, hain hazaar ishq
Lakhon sanam chupe hain
Or raah dekhte hain
Chalo ishq kaa kaha maan kar
Apna sanam pahchaan kar
Kisi aese rang rang jaayen
Sab se judaa nazar aain (sab se judaa nazar aain)
Sab se judaa nazar aain (sab se judaa nazar aain)
Sab se judaa nazar aain
Hum kyon chalen is raah par
Jis raah par sab hi chale
Kyon na chune wo rasta
Jis par naheen koi gaya
Hum kyon chalen is raah par
Jis raah par sab hi chale
Kyon na chune wo rasta
Jis par naheen koi gaya
Hum kyon chalen is raah par
Jis raah par sab hi chale
Kyon na chune wo rasta
Jis par naheen koi gaya
Hum kyon chalen is raah par
Jis raah par sab hi chale
Kyon na chune wo rasta
Jis par naheen koi gaya
ย
Koi gaya
Koi gaya
ย