Skip to content

Almanac

Others
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

bangle ke peechhe teri beri ke neeche haay re piyaa aahaa re aahaa re aahaa re piyaa kaantaa lagaa haay lagaa haa aajaa haa raajaa bangle ke peechhe teri beri ke neeche haay re piyaa aahaa re aahaa re aahaa re piyaa kaantaa lagaa haay lagaa haa raajaa haa raajaa bangle ke peechhe teri beri ke neeche haay re piyaa bindiyaa chhipaaye re laali chunar odh ke moond ke mukhdaa apnaa nikli andhere mein duniyaa ke dar se main sajnaa bindiyaa chhipaaye re laali chunar odh ke moond ke mukhdaa apnaa nikli andhere mein duniyaa ke dar se main sajnaa raat bairan huyi o re saathiyaa dekh haalat meri aa lekar jiyaa haay re bangle ke peechhe teri beri ke neeche haay re piyaa aahaa re aahaa re aahaa re piyaa kaantaa lagaa haay lagaa haa aajaa haa raajaa bangle ke peechhe teri beri ke neeche haay re piyaa aayi museebat to ab sochti hoon main kyun rah saki naa tere bin sach hi to kahtin thin sakhiyaan phansegi tu ik din aayi museebat to ab sochti hoon main kyun rah saki naa tere bin sach hi to kahtin thin sakhiyaan phansegi tu ik din bhool to ho gayi jo kiyaa so kiyaa tu bachaa le balam aaj meraa jiyaa haay re bangle ke peechhe teri beri ke neeche haay re piyaa aahaa re aahaa re aahaa re piyaa kaantaa lagaa haay lagaa haa aajaa haa raajaa bangle ke peechhe teri beri ke neeche haay re piyaa sabko pukaare anaadi na samjhe ye milne kaa saaraa jatan hai kaise bataaun ye chaahat ki sainyaan chubhan hai sabko pukaare anaadi na samjhe ye milne kaa saaraa jatan hai kaise bataaun ye chaahat ki sainyaan chubhan hai ye wo kaantaa sajan jaaye lekar jiyaa nain suyi lage to nikle piyaa haay re bangle ke peechhe teri beri ke neeche haay re piyaa aahaa re aahaa re aahaa re piyaa kaantaa lagaa haay lagaa haa aajaa haa raajaa