Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Jaan Ban Gaye
Asees Kaur
,
Vishal Mishra
,
Mithoon
Popularity · Moderate
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ehsaas ki jo zubaan ban gaye
Ehsaas ki jo zubaan ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye
Aap ki taareef mein kya kahein?
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye
Aap hi Rabb, aap eemaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye
Qismat se humein aap, humdum, mil gaye
Jaise ke dua ko alfaaz mil gaye
Socha jo nahin woh haasil ho gaya
Chahoon aur kya ke Khuda de ab mujhe?
Rabb se mila ek ayaan ban gaye
Khwabon ka mere makaan ban gaye
Aap ki taareef mein kya kahein?
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye
Aap hi Rabb, aap eemaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye
Deen hai Ilaahi, mera maan hai maahi
Main toh sajda karoon unko
Arz rubaai meri, farz gawaahi meri
Ishq hua mujhko
Deen hai Ilaahi, mera maan hai maahi
Main toh sajda karoon unko
Arz rubaai meri, farz gawaahi meri
Ishq hua mujhko (aap humari jaan ban gaye)